Kumar Sundram (कुमार सुंदरम )
ID: 1fc388e5f724शिक्षा के गुमनाम नायक
- Gender: 👨 Male
- Class / Role: 🎓 Class 5
- School: 🏫 P.s.janpur (प्राथमिक विद्यालय जानपुर )
- District & Block: 📍 PATNA, PANDARAK
- Applied Category: 📝 प्रधानाध्यापक/प्रधान शिक्षक
Niyojit Teacher
Jab Main yahan posted hua tha to Matra ek Kamra tha.Apne khud ka prayas se prathmik Vidyalay ke liye Apne rupaye se Vidyalay ke liye jameen kharida. Vibhag Se milkar bhavan nirman karvaya. Aaj Vidyalay mein kul panch kamre Hain... abhibhavakon ke ghar jakar bacchon ko Vidyalay bulana aur unke Pathan pachan ke liye abhibhavakon ko prerit karte Hain. Shiksha abhibhavak baithak barabar hota Hai. Navoday se bhi Vidyalay ke liye bacchon ko prerit kiye Hain aur purv mein yahan Se lagbhag 5 bacche navoday complete kiye Hain. Vikas kosh ki Rashi 100% kharch ki jaati Hai. Bacchon ke pachan pachan ke liye hamesha agrsar rahte hain. Sabhi shikshak yahan miljul kar rahte hain. Navachar madhyam se bacchon ko TLM madhyam se Pathan Pathan karaya jata. Simit sansadhan mein behtar karne ka prayas jari hai. Thanks