Ravi Kumar Gupta (Ravi kumar Gupta )
ID: 8b475eb5834f

अन्तर्राष्ट्रीय योग दिवस 2026 के अवसर पर आलेख लेखन एवं संस्मरण लेखन प्रतियोगिता

  • Gender: 👨 Male
  • Class / Role: 👩‍🏫 Teacher
  • School: 🏫 M. S Parsa (M. S Parsa )
  • District & Block: 📍 PASHCHIM CHAMPARAN, BAGAHA-I
  • Applied Category: 📝 Teacher
Yog ka importance.

(1)sol..--Yog ka hamare india ka special relation hain. Yog ka sambandh Patanjali se hain and Patanjali ko Yognka nirmata kaha jata hain. Yog ka hamare Desh ke shabhyata, sanskriti se gahara relation hain jo hamare old virasat ko batane ka kary karata hain. Prachin kal se hi hamare sahitya, epic ki rachana karane wale bhinyog se connected rahe the. Hamare sanskriti me bhi yo ka vishesh importance hain jab us samay ke Ved, jaise mahan grantho ka study karenge to usame bhi yog ka parichay diya gaya hain.. Jab Guru shishy a ki parampara rahi thi us samay bhi Gurubapane Che lo se yog ka knowledge dete the. Practically antim exam me bhi unase karaya jata tha. To clear hota hain ki yog ka hamare desh me pahale se shikhane shikhane ki parampara rahi hain. So hame apani virast young bhawi pidhi ko surakshit rakhani hain to hame yog ko apane ke bare me logo ko jagrook karani hogi. 

(2) sol.. Yog ka hamare jeevan me anek importance hain. Isake bina hamara jeevan possible nahi hain kuchh time ke Pachat hamra physical condition kharab hote chala jayega.. Yog karakar ham apane and apane family ke sabhi members ke helth ko behatar kar sakate hain. So ham sabhi Bhartiya logo se aagrah karana chahte hain ki sabhi log Yog ko apanaye usake niyomo ko achhe se jane tab yog ko apanaye....